| |
Aap ki jab be rukihi barhti gai
Apni bhi to be basi barhti gai
Unko baton ka hunar aata gaya,
Aur meri saadgi barhti gai...... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
| Agar talash karo gi to koi bhi mil gaye ga
Mager humari tarah kaun unhe chahe ga?
Woh unko hisrat bhari nazar se dekhe ga zaroor
Mager humari ankhein kaha se laye ga..... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
| Naram senay main dhkarakte hain wo nazuk lamhaat
jin ki lehro main utar jane ko jee chahita hai.......
tum se kia reshta hai, kab se hai ye maloom nahi
laykin is hunsn pe mar jane ko jee chahita hai.... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
|
Khubsurat hai zindagi khawab ki tarah
Jaane kab tut jaye kanch ki tarah
Kisi mor pe mulaqat ho gi humari
To ankhen mat morna anjano ki tarah...... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
Zubaan se naam laite hai
annkho se aanso chalak jaate hai
kabhi hazaro baate kia karti the
aaj ek baat ke liye taras jaate hai....... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
|
Zindagi main sada muskurate raho
fasile kam karo dil milate raho
dard kaise bhi ho koi gham na karo
raat kali sahi ankh nam na karo
ik sitara bano jagmagate raho..... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
khuda ki ibaadat mein jab bhi haath uthaye
yehi dua maangi, ki har khushi tumhe mil jaye
meri zindagi se tum jiyo.........
tumhare maut se hum mar jaye....... |
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- |
Likh sakte kisi ki taqdi agar hum
aapki taqdir mein har khushi likh dete
jo mor aapko kamyabi dilaye
har lakeer ko ussi taraf mor dete....... |